KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE

KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE - Koi Maane Ya Na Maane lyrics

rate me

ki : koi maane yaa na maane, jo kal tak the anjaane

vo aaj hamein jaan se bhi pyaare ho gaye

aa : koi maane yaa na maane ...

ki : ab to hamko ek hi sapana puura karna hai

janam janam ka saath tumhaari maang mein bharnaa hai

aa : jis din se tumko jaanaa, hamne kismat ko maanaa

tumhara hi hona tha, tumhaare ho gaye

koi maane yaa na maane ...

aaise na dekho hans kar, hamko kuchh ho jaata hai

tan par kaabu rakhate hain to mann kho jaata hai

ki : dil se jab dil miltaa hai, to ham se kya pardaa hai

jab aankhon hi aankhon mein ishaare ho gaye

koi maane yaa na maane ...

aankhon mein dore gaalon pe laali, honthon pe phool khile

aa : jitna bhi dekhu dil nahi bharta, tum ham khuub mile

ki : ye kaali kaali zulfen, ye gori gori baahen

kitane saare jeene ke sahaare ho gaye

do : koi maane yaa na maane ...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found