KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE

KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE - Jaane Jaan Dhoondhta Phir Raha lyrics

rate me

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din

Main yahan se vahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din

Main yahan se vahan

Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din

Main yahan se vahan

O mere humsafar pyaar ki raah par

Saath chale hum magar kya khabar

O mere humsafar pyaar ki raah par

Saath chale hum magar kya khabar

Raaste mein kahin reh gaye humnashi

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Jaanejaan dhoondhti phir rahi hoon tumhein raat din

Main yahan se vahan

Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Dil machalne laga yoonhi dhalne laga

Rang bhara pyaar ka ye sama

Dil machalne laga yoonhi dhalne laga

Rang bhara pyaar ka ye sama

Aaj aise mein bas chhodke chal diye

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din

Main yahan se vahan

Paas ho tum khade mere dil mein chhupe

Aur mujhe kuchh pata na chala

Paas ho tum khade mere dil mein chhupe

Aur mujhe kuchh pata na chala

Dil mein dekha nahin dekha saara jahan

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din

Main yahan se vahan

Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found