Kajraare

Kajraare - Rabba Luck Barsa lyrics

rate me

Rabba... Rabba

yeh kahan gaya hai likha huwa hai

ke jore aasmaan mein bante hain

har insaan ka kaheen na kaheen

koi na koi saathi is dunya mein hai

aur jab wo milte hain

to is kaainaat mein geet goonjte hain

us ne bhi is baat par tabhi yaqeen kiya

jab us ne use dekha pehli baar

rabba luck barsa

mahiya se deedaar kara de rabba luck barsa (x2)

rabba luck luck luck luck barsa

rabba luck barsa

rabba luck luck luck luck barsa

rabba luck barsa

aur na tarsa tarsaa

rabba luck barsa

rabba luck luck luck luck barsa

rabba luck barsa

mahiya se deedaar kara de rabba luck barsa

rabba... rabba...

teri marzi ho agar ishq mukammal hojaey

dard -e- jigar ke dard ka har masla hal hojaey

dil ki aarzu hai saare faasle mita de

meri tanhaiyon ki mehfilain saja de

aur na tarsa tarsa

rabba luck barsa

rabba luck luck luck luck barsa

rabba luck barsa

mahiya se deedaar kara de rabba luck barsa

saath mere guzre huwe lamhon ki parchaaiyan

raahat raahat maangti dharkan ki betaabiyan

piyaase piyaase armanon ko koi to sila de

zindagi ki sehraon mein boond bhikra de

aur na tarsa tarsa

rabba luck barsa

rabba luck luck luck luck barsa

rabba luck barsa

mahiya se deedaar kara de rabba luck barsa

rabba... rabba...

rabba<br />

<br />

Thanks to Razvan

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found