Junoon

Junoon - Taara Jala lyrics

rate me

teray wastay mein

in lamhon ke peechay

koi tu hai lamha aisa bhi

jo begana bhi hai apna bhi

jahan thehray yeh lamha wahein se tu aagay jana hai

jisay socha hai usko pana hai

jaaoon mein jaatey pall se aagay jaoon

jaaoon mein aagay jaa ja keh uss ko paoon

jaoon paaoon aagay jaoon mein

tara tara jala

jala kehkashan ki tarahhhhh

teray waastay mein

tara tara jala

jala kehakshan ki tarahhhhhh

jahan manzill hai meri

kabhi tu woh dunya dekhon gaa

mujhey kaisay hai jeena dekhun ga

kabhi dekhun ga ja ke chura keh mein peecha kamon se

kabhi niklun ga subho shaamon se

jaoon mein jaatey pall se aagay jaoon

jaoon mein aagay je ke uss ko paoon jaoon

aagay jaoon mein

tara tara jala

jala kehkashan ki tarah

teray wastay mein tara tara jala

jala kehkashan ki tarahhhh

teray saath hum nahiii

ghum ki tarah yeh ghamm nahi

teri mohabbat kamm nahiiii

mein tara tara jala

jala kehkashan ki tarah

teray wastay mein

tara tara jala

jala kehkashan ki tarah

in lamhon ke peechay koi tu hai lamha aisa bhii

jo begana bhi hai apna bhi

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found