Junoon

Junoon - Rangoon Main Khoya lyrics

rate me

Tu hai rangon mein khoya tujh se baat kya karun

kaise hogi yeh tujh se mulaqat kya karun

teray baray mein socha sari raat kya karun

kaisay hoga ab tera mera saath kya karun

mein woh dhoondun ga nishan

tujh se milna hai jahan

eh meri jaan teray liye har kahein jaoon ga

le jayein ge rastay jahan mein wahein jaoon ga

mein benishan beaasman bezameen jaoon ga

pa keh tujhe phir tu kahien mein nahi jaoon ga

tu hai rangon mein khoya tujh se baat kya karun

kaisay hogi yeh tujh se mulaqat kya karun

teray baray mein socha sari raat kya karun

kaisay hoga tera mera saath kya karun

najanay kyon betaab tha

woh tu mera khwab tha

aashna yeh zameen ajnabi shehar hai

jaoon kahan eh sahib-e dhoop ka zehar hai

aur dinon ki roshni se bari nehar hai

phir bhi meray dill mein kisi aas ki lehar hai

eh meri jaan teray liye har kahein jaon ga

le jayein ge rastay jahan mein wahein jaon ga

mein benishan beaasaman bezameen jaoon ga

pa keh tujhe phir tu kahein mein nahi jaoon ga

tu hai rangon mein khoya tujh se baat kya karun

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found