Junaid Jamshed

Junaid Jamshed - Madinah Ko Jaiye lyrics

rate me

Naseema Janibei Bathaa Guzarkun

Zaa Ahwaalim Muhammad Raa Khabar Kun

Babar Ein Jaani Mushtaqum Daraan Jaa

Fida e Rodha e Khairul Bashar Kun

Shab o Roz Ab To Yehi Hein Duaeen

Khuda Din Woh Laayein, Madeenein Ko Jayeeyein

Nazar Ayi Jis Dam, Haram Ki Fizaein

Bahar Kaam Apni, Nighaein Bichaaein

Shab o Roz Ab To

Arab Ke Bayanbaa Ka Har Zar Choomein, Gubbarein Haram Ko Galein Se Lagayein

Arab Ke Bayanbaa Ka Har Zar Choomein, Gubbarein Haram Ko Galein Se Lagayein

Woh Duniya Ki Jannat, Woh Jannat Ki Duniya, Muamber Hawaein, Muattar Fizaein

Shab o Roz Ab To

Jahan Par Hein Insaan Jeisein Farishtein, Mahekti Hein Har Soo Abaaein, Qabaaein

Jahan Par Hein Insaan Jeisein Farishtein, Mahekti Hein Har Soo Abaaein, Qabaaein

Kabhi Masjid Fath o Nusrat Ko Dekhein, Kabhi Jaa Kei Lei Lein Uhad Ki Balaaein

Shab o Roz Ab To

Kabhi Door Se Sabz Gumbat Ko Dekhein, Kabhi Paas Aakar Nighaein Jukaaein

Kabhi Door Se Sabz Gumbat Ko Dekhein, Kabhi Paas Aakar Nighaein Jukaaein

Kareinm Jalioon Par In Ankoon Ko Sadkein, Mawaja Mein Ashkoon Kei Mooti Lutaein

Shab o Roz Ab To

Idhar se Umattein Hoon Ashkei Nadamat, Udhar Rahmatoon Ki Barasti Ghataaein

Idhar se Umattein Hoon Ashkei Nadamat, Udhar Rahmatoon Ki Barasti Ghataaein

Tasawwur Jab Apni Khataoon Ka Aaee, Bulaa Dei Sab Un Ki Musalsal Ataaein

Fizaoon Mein Naghma Ho Salle Ala Ka, Salamun Alaikum Ki Lab Par Sadaaein

Dua Hein Yeh Keifi Ke Is Saal Hum Bhi, Madeenein Kei Diwaar Wa Darr Dekh Aayein

Shab o Roz Ab To Yehi Hein Duaeen

Thanks to R.R for correcting these lyrics

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

1 Comments found

Anonymous
Tuesday 25th of June 2013 07:16
thx