Junaid Jamshed

Junaid Jamshed - Kai Bar Asa Laga lyrics

rate me

kai baar aisa laga

jaise kisi ne pukara

kai baar aisa laga

jaise kisi ne pukara

abhi koi aas jage

abhi bujha dil hamara

kai baar aisa laga

kisi ne kia zikr un ka

kisi ne kia zikr un ka

barh gaya phir dard dil ka

chin gaya yadoon se phir kinara

kai baar aisa laga

jaise kisi ne pukara

kai baar aisa laga

kho gaye kyoon mil kay

humsafar meray dil ke

humsafar dil ke

kia milay rasta

na rahee koi manzil

na safar na sitara

kai baar aisa laga

jaise kisi ne pukara

abhi koi aas jage

abhi bujha dil hamara

kai baar aisa laga jaise kisi ne pukara

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found