Junaid Jamshed

Junaid Jamshed - Ek Sapna Kho Gayatha lyrics

rate me

aik sapna kho gaya tha

koi apna kisi aur ka ho gaya tha

aik lamha de gaya tha

saath apnay magar zindagi lay gaya tha

maanta nahin dil ye maanta

ke jo chore kar gaya

wo mera na tha

kaisa gila

kisi se bhi kia gila

ke jeevan main aik baar

woh aaya tau tha

aik sapna kho gaya tha

koi apna kisi aur ka ho gaya tha

kia karoon

baharoon ka kia karoon

kay khilna tha phool jo

wohi na khila

aab kia karoon

sitaroon ka kia karoon

kay jalna tha jo dia

wohi na jala

maanta nahin dil ye maanta

ke jo chore kar gaya

wo mera na tha

kaisa gila

kisi se bhi kia.aaaa gila

ke jeevan main aik baar

woh aaya tau tha

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found