JEET - 1996 movie

JEET - 1996 movie - Saanson Ka Chalna lyrics

rate me

Song By ALKA YAGNIK, SONU NIGAM

saanson ka chalna dil ka machalna - 2

jiski badaulat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

khwaabon mein aana aake sataana - 2

jiski sharaarat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

saanson ka chalna dil ka machalna - 2

jiski badaulat hain teri mohabbat hain teri mohabbat hain

(tere jaisa nahi koi nahi koi meri jaan-e-wafa

tera hasna tera chalna nahi dekhi maine aaisi adaa) - 2

ye khushbu ye aankhen ye chehara tu lagti hai kamseen pari

main hota agar koi shaayar to karta koi shaayari

kesu giraana daaman mein aana - 2

kiski inaayat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

khwaabon mein aana aake sataana - 2

jiski sharaarat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

na na na jaalima na na na na na na

tere charche teri yaaden teri baahon mein khoyi rahi

tera jalwa nazar mein tha main to jaagi ya soyi rahi

meri dhadkano pe likhi hain kahaani teri jaaneja

main hone lagi dheere dheere deewaani teri jaaneja

is zindagi ko deewaanagi ko - 2

kiski jarurat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

saanson ka chalna dil ka machalna - 2

jiski badaulat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

khwaabon mein aana aake sataana

saanson ka chalna dil ka machalna

khwaabon mein aana aake sataana

jisaki badolat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found