Javed Ali

Javed Ali - Aa Jaao Meri Tamanna lyrics

rate me

thoda thehar, thoda thehar

sun le jara, sun le jara

dil keh raha, dil keh raha

de na saja yuun bewajh

ruthkar mujhase na ja abhi, bhulkar shikawa gila sabhi pyaar ka

aa jaao meri tamanna, baahon mein aao

ke ho na paaye juda hum aise mujhamein samaao

ho har ghadi lag rahi teri kami, le chali kis gali yeh jindagi

hai pata laapata hoon pyaar mein, ankahi ansuni chaahat jagi

jo huwa pehale huwa nahi, aaj tum kar lo jara yakin pyaar ka

aa jaao meri tamanna, baahon mein aao

ke ho na paaye juda hum aise mujhamein samaao

ho rut jawa dil jawaan hasarat jawaan

tu hai toh yeh bhi hai saare jawaan

woh nagar woh dagar hogi hasin, tu mile pyaar se mujhako jahaan

paana hai tujhako yeh dil kahe, har ghadi abb toh nasha rahe pyaar ka

aa jaao meri tamanna, baahon mein aao

ke ho na paaye juda hum aise mujhamein samaao

<br />

<br />

Thanks to Adrina

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found