JAANBAAZ movie

JAANBAAZ movie - Tera Saath Hain Kitna Pyara lyrics

rate me

Song By KISHORE KUMAR, SAPNA AWASTHI

tera saath hai itana pyaara -2

kam lagta hai jeevan saara

tere milan ki lagan mein

hamein aana padega duniya mein dubaara -2

maine tan man tujh par vaara

pyaas bujhi na karke nazaara

tere milan ki lagan ...

jitni tujhamein hai ada ( utni hi vafa ) -2

jitna jahaan mein pyaar hai ( tujhse mujhe mila ) -2

badhti hi jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi

jitana karoon nazaara

hamein aana padega ...

pyaar ke ek ek pal pe hain ( sau jeevan qurbaan ) -2

pyaar kabhi marta nahi ( marte hain insaan ) -2

pyaar usi ka jeevan hai jo tere saath guzaara

hamein aana padega ...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found