Iqbal Bano - Hum Dekhain Ge lyrics
rate me(English translation at the bottom)
Hum Dekhein gay
Hum Dekhein gay
Lazim hein k Hum Dekhein gay
Who din ke jiska wada hay
Jo loh e azal mein likha hay
Hum dekhein gay
Lazim hein k Hum Dekhein gay
Who din ke jiska wada hay
Jub zulm o sitam k koh e garan
roi ki tarah urr jain gay
Jub zulm o sitam k koh e garan
roi ki tarah urr jain gay
Hum mehkoomon ke paaon tale
ye dharti dhahr dharh dharke gi
Aur ahle hakam ke sir oper
Jub bijli kar kar karke gi
Lazim hein k Hum Dekhein gay
Jub zulm o sitam ke koh e garan
roi ki tarah ur jain gay
Roi ki tarah ur jain gay
Hum mehkoomon ke paaon tale
ye dharti dhahr dharh dharke gi
Aur ahle hakam ke sir oper
Jub bijli kar kar karke gi
Hum Dekhein gay
Hum Dekhein gay
Hum Dekhein gay
Jub arz e khuda ke kaâ?Tabay se
sub butt uthwai jain gay
Hum ahle safa, mardood e haram
Masnad pe bithai jain gay
sub taj uchale jain gay
Sub takht giray jain gay
Hum dekhien gay
Bus naam rahe ga Allah ka
Jo ghaib bhi hay hazir bhi
Jo nasir bhi hay mansir bhi
Uthay gay unal Haq ka nara
JO mein bhi hon aur tum bhi ho
aur raj kare gi khalq e khuda
JO mein bhi hon aur tum bhi ho
Hum dekhien gay
Bus naam rahe ga Allah ka
Jo ghaib bhi hay hazir bhi
Jo nasir bhi hay mansir bhi
Uthay gay unal Haq ka nara
Jo mein bhi hon aur tum bhi ho
aur raj kare gi khalq e khuda
Jo mein bhi hon aur tum bhi ho
(English Translation)
We shall see
We shall see
It is a must that we shall see
The day that has been prophesized
The one written on the Tablet of Fate
We shall see
When the insurmountable mountains of oppression
Shall blow as if cotton flakes
And beneath the feet of us common folk
This land will throb with a deafening sound
And upon the heads of the despotic folk
Lightening will strike a thundering pound.
We shall see
When from the Palace of our Lord
All earthly gods will be taken out
We, righteous ones, outcasts of Church,
shall don a glorious robe, no doubt.
All crowns will fly
All thrones will fall
We shall see
Only the name of the Lord will stay on
who is unseen, yet ever seeing
who is the sight, as well as the scene
The shout of "I am The Truth"* shall rise
which is true for you and I
and the creation of the Lord will rule
which is true for you and I.
We shall see
It is a must that we shall see
We shall see.