WAARIS movie

WAARIS movie - Kabhi Hain Gam Kabhi lyrics

rate me

kabhi hain gam kabhi khushiyan yahi to zindagani hai

kabhi lab par hansi hai aur kabhi ankhon mein pani hai

kabhi hain gam

na ghabra asaman par chha gaya hai aaj agar badal - 2

ke ye badal hi chanda ke nikalne ki nishani hai - 2

kabhi hain gam

bhara karate hain zakhm-e-dil aur aansu bhi hain tham jaate - 2

aur ansu bhi hain tham jaate

banai jisne duniya ye usi ki meharbani hai - 2

kabhi hain gam ...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found