SAAWARIYA movie

SAAWARIYA movie - Yoon Shabnami lyrics

rate me

Song By PARTHIV GOHIL

(yuun shabnami pehle nahi thi chaandani

chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya

woh churaane laga hai nazar) - 2

yuun shabnami.......

dekho chaand aaya, chaand nazar aaya - 3

aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya

haanji aaya aaya aaya sharmaaya

tu bhi aaja saawariya

aaya aaya aaya dekho chaand nazar woh aaya

dekho chaand nazar dekho dekho ji chaand nazar woh aaya

sharmaaya aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya

dheere dheere aake hawa gungunaake har khabar de tumhaari

kaisa yeh nasha hai, nazar mein ghula hai har ghadi hai khumaari

nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar, gumsum nazar jaayein kidhar

kho gaye tujhme hum iss kadar

yuun shabnami pehle nahi thi chaandani - 2

chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya

woh churaane laga hai nazar

yuun shabnami.......

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found