SAATHI - 1991 movie

SAATHI - 1991 movie - Yaraana Yaar Ka lyrics

rate me

Song By KUMAR SANU, VIPIN SACHDEVA

zameen-o-aasamaan mil jaaye ye toh phit bhi mumkin hain

magar ek yaar duniya mein badi mushkil se milata hain

yaarana yaar ka na kabhi chhutega - 2

tera naam le lekar mera dum tutega yaarana yaar ka na kabhi chhutega

jahaan gire pasina tera main to khoon baha dunga - 2

tu hi tu hai dil mein mere chir ke dil dikhala dunga

ke roothu jo tujhase main to khuda roothega

tera naam le lekar mera dum tutega yaarana yaar ka na kabhi chhutega

ek hai apane sapne saathi tu jaane main jaanu - 2

sapane dil ke ek iraade chehare se pehchaanu

apana pyaar mere yaar koi kya lutega

tera naam le lekar mera dum tutega yaarana yaar ka na kabhi chhutega

tera naam le lekar mera dum tutega

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found