LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Pardes Jaake Pardesiya lyrics

rate me

parades ja ke paradesiya bhool na jaana piya -2

tan-man kisi ne tujhe arpan kiya

parades ja ke ...

ik teri kushi ke kaaran ( laakh sahe dukh hamane o saajan ) -2

hans ke judaai ka zahar piya

parades ja ke ...

dil mein tera pyaar basaaya dil ko jaise rog lagaaya

saari umar ka dard liya

parades ja ke ...

kab jaaoge kab aaoge kab aaoge kab jaaoge

itane din hai kaun jiya

parades ja ke ...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found