HUM MATWALE NAUJAWAN movie

HUM MATWALE NAUJAWAN movie - Bite Nahin Raat Sanam Karo Koyi Baat Sanam lyrics

rate me

Song By MUKESH, GEETA

bite nahin raat sanam karo koyi baat sanam

duniya soye hamein nind laage na

mile bhi to duur se ham koyi dekhe ye sitam

main to jaaguun meri taqadir jaage na

maano sanam kategi ye raat nahin jo hamin saath nahin

kya huwa jo tera mera saath nahin ye koyi baat nahin

na bano ji diye dete hain gavaahi tere naina

bite nahin raat sanam

khidaki khuli chanda nazar aa hi gaya mujhe tadapa hi gaya

naam tera zubaan par lahara hi gaya lab tak aa hi gayaa

jo labon pe hai vo kah de jo hai dil mein vo na kahana

mile bhi to duur se

raat dhali chaandaniyaan zard bhi hai ye hava sard bhi hai

haan ai piya hava zara sard bhi hai dil mein kuchh dard bhi hai

na kaha tha meri jaan hamase kabhi duur na rahana

bite nahin raat sanam

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found