HARIHARAN, KETKI, LAVANYA, SIDDHANT BHOSLE

HARIHARAN, KETKI, LAVANYA, SIDDHANT BHOSLE - Aao Sunaata Hoon Sabko Aaj Ek Kahaani lyrics

rate me

aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani - 2

shaayad lage nayi tumako par hai sadiyon puraani - 2

aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani

shaayad lage nayi tumako par hai sadiyon puraani

aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani

kaise jab nandi ne maa paarvati ka na maan aadesh - 2

toh aane phir kaise banaaya apana ganesh, (apana bal ganesh - 2)

kaunsa aadesh, kaise bane ganesh, kya huwa

sab bataata hoon, pehle saare bolo, (om ganeshaay namah - 10)

maa paarwati jaab jaati thi nahaane, toh nandi karta peheredaari

sabko tha woh rok leta, par chup rehta shiv ki jab aaye sawaari

shiv jo chale aaye andar, paarvati huyi behad naaraaz

par nandi tha ??? shiv ka unake aage bilkul beawaaz

phir kya huwa, paarwati ke mann mein ek chaah uthi

kaash koi hota mera jise main karati pyaar

jo maanata meri baatein mujhpe ho jaata nisaar

kyun na main khud hi banaau use, dil ka ho ik tukda

mere hi jaisa ho usaka rang, mere hi jaisa ho mukhada

ganesh, haan

phir paarvai ne ??? aur rach ik baalak vishesh

apane mail se banaaya apana pyaara ganesh

achchhi kahaani hai par, kuchh toh gadbad ghotaala hai baay

maa paarvati ne kya aisi thi baalak ki surat banaayi

na sund na kaan haathi ke kaisa hai iss baalak ka bhes

hai yeh nahi - 3 hamaara ganesh

baal ganesh ko haathi ka mooh kaise mila

o ek aur kahaani hai phir kabhi sunaau

aaj suni hai hum sab ne badhiya ek kahaani

lagati hai jo nayi nayi par hai sadiyon puraani

aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani - 2

shaayad lage nayi tumako par hai sadiyon puraani

aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found