Ganesh Hegde

Ganesh Hegde - Main Deewana lyrics

rate me

Husn walon ki adaaon pe na marna yaaron ishq dhoka hai kabhi ishq na karna yaaron

(main deewana hu mujhe) - 2 dillagi ne mara hai

(maut ne chhod diya) - 2 zindagi ne mara hai

Main deewana hu mujhe

Bekhabar bekhayal bereham se pyar kiya maine apano pe begano pe aitbar kiya

(woh andhera hu jise) - 2 roshani ne mara hai

Main deewana hu mujhe

Aisi haalat aisa dard aisi raat na ho jo mere sath hua wo kisike sath na ho

Sirf kehte yaha karke dikhaya kisne

Dil ke jazbaat ke rishton ko nibhaya kisne

(main wo ashiq hu jise) - 2 ashiqui ne mara hai

(main deewana hu mujhe) - 2 dillagi ne mara hai

Maut ne chhad diya zindagi ne mara hai

Main deewana hu mujhe

Kisike pyar mein marne ki baat karte ho mere mehboob kya karne ki baat karte ho

Haseenon ke liye dil dil nahi khilonna hai kare jo pyar usko zindaji bhar rona hai

Ishq bejaar kar de ishq lachaar kar de ishq hai beimani ishq zuthi kahani

Ishq benaam kar de ishq badnaam kar de puchh na pyar kya hai (khubsurat bala hai) - 3

(main wo bebas hu jise) - 2 bebasi ne mara hai

Main deewana hu mujhe

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found