Fuzon

Fuzon - Zindagi Main To lyrics

rate me

zindagi mein toh sab hi pyaar kiya karte hai x 2

zindagi mein toh sab hi pyaar kiya karte hai

main toh mar kar bhi meri jaan tujhe chahunga

zindagi mein toh sab hi pyaar kiya karte hai x 2

tu mila hai toh yeh ehsaas hua hai mujhko x 2

yeh meri umr mohabbat ke liye thodi hai

tu mila hai toh yeh ehsaas hua hai mujhko

yeh meri umr mohabbat ke liye thodi hai

ek zara sa gum dona ka bhi haq hai jis par

maine woh saans bhi tere liye rakh chodi hai

tujhpe ho jaunga qurbaan tujhe main chahunga

main toh mar kar bhi meri jaan tujhe chahunga

zindagi mein toh sab hi pyaar kiya karte hai x 2

apne jasbat mein naghmaat hai chaane k liye x 2

maine dhadkan ki tarah dil mein basaya hai tujhe

main tassabbur bhi judai ka bhala kaise kahu

maine kismat ki lakeero se churaya hai tujhe

pyaar ka gam ke nigehbaan tujhe chahunga

main toh mar kar bhi meri jaan tujhe chahunga

zindagi mein toh sab hi pyaar kiya karte hai x 2

main toh mar kar bhi meri jaan tujhe chahunga

zindagi mein toh sab hi pyaar kiya karte hai x 2

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found