Fuzon

Fuzon - Na Kar Nadania lyrics

rate me

Dewana mujhsa bhi nahi

bus itna tum yeh jaan lo

Jo maine keh diya so keh diya

bus tum maaan lo

Na kar nadania

hum pai na kar tu mehrbania

Ilm hai kuch kum nahi

humne suni hain yeh kahania

Yeh rasthay jo pyar keh

chalna hai sub kuch har keh

Tum rakhna soch keh qadam

yeh rasthay pyar keh

Na kar nadania

hum pai na kar tu mehrbania

Ilm hai kuch kum nahi

humne suni hain yeh kahania

Oooh mere haniyaun

humko suna na yeh kahania

Mehngi par jayain na

humko teri yeh mehrbania

Jo tu ho mera humsafar

kitni haseen hogi dagur

Is pai chalain gaye saath hum

ho kay bekhabar

Na kar nadiana

hum pai na kar tu mehrbania

Ilm hai kuch kum nahi

humne suni hain yeh kahania

Yeh adayain humko bahayin na

Keh do yeh nainoun say apnay humko sataye naaaa

Na kar nadania

hum pai na kar tu mehrbania

Ilm hai kuch kum nahi

humne suni hain yeh kahania

Yeh rasthay jo pyar keh

chalna hai sub kuch har keh

Tum rakhna soch keh qadam

yeh rasthay pyar keh

Na kar nadania

hum pai na kar tu mehrbania

Ilm hai kuch kum nahi

humne suni hain yeh kahania

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found