FAREB - TWISTED LOVE movie

FAREB - TWISTED LOVE movie - Jaun Kaha Tere Bina lyrics

rate me

Song By UDIT NARAYAN, SHRADDHA PANDIT

jau kaha jau kaha jau kaha tere bina

baahon mein teri aankhon mein teri saanson mein teri jeena

dil jalaya hi kabhi khud ko meetaya hain

tan kahi jaake sanam aapko paaya hain

dil jalaya toh kabhi khud ko meetaya hain

tab kabhi jaake sanam aapko paya hain

dil jalaya toh kabhi khud ko meetaya hain

tab kabhi jaake sanam aapko paya hain

dil jalaya toh kabhi khud ko meetaya hain

tab kabhi jaake sanam aapko paya hain

dhadakta hain dil kyon mera tere saamne

hote hain jab hum aamne saamne

main bhi toh yeh jaanu

kyon aaisa mera haal hain

kyon lagi hu dil main apna thamne

mohabbat main yeh hota hi hain

hasta hain dil rota bhi hain

jao jao jao aaise na darao

rab ki taraj tujhe dil main basaya hain

tab kabhi jaake sanam aapko paya hain

dil jalaya toh kabhi khud ko meetaya hain

tab kabhi jaake sanam aapko paya hain

jau kaha jau kaha jau kaha tere bina

baahon mein teri aankhon mein teri saanson mein teri jeena

kasam kha rahe hain kasam ki kasam

honge na juda tumse sanam

tujhe yaad karte hain saari saari raat hum

tere in baaton pe mar meetey hain hum

din subah sham ek ho gaya

jabse tu meri main tera ho gaya

kahi bhi na jao mere pass aao

badi mannato se khuda ko manaya hain

tab kabhi jaake sanam aapko paya hain

dil jalaya toh kabhi khud ko meetaya hain

tab kabhi jaake sanam aapko paya hain

jau kaha jau kaha jau kaha tere bina

baahon mein teri aankhon mein teri saanson mein teri jeena

dil jalaya hi kabhi khud ko meetaya hain

tan kahi jaake sanam aapko paaya hain

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found