DULHA DULHAN movie

DULHA DULHAN movie - Bane Toh Ban Jaaye lyrics

rate me

Song By MUKESH, LATA MANGESHKAR

baney to ban jaaye zamana dushman

main tera hoon dulha tu meri dulhan

bane to ban jaaye zamaana dushman

tu mera hain dulha main teri dulhan

duniya ne zanjeeren to daali thee paanv mein

ai ji a hi baithe ham teri zulfon ki chhaanv mein

ki hona tha ho ke raha ye milan

bane to ban jaaye ...

main doli mein baith ke ghar aayi chaand ke

are main laaya hu chaandani ko sehara baandh ke

na chori hi ki hai na kiya hai gaban

bane to ban jaaye ...

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found