Daddy Yankee

Alka: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Udit: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2 Woh tumhi eh sanam, woh tumhi ho eh sanam

Alka: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Udit: (Tumhi jaan-e-jaana, mere pyaar ka sapna Dil ne mere maana, dilbar tumhein apna) -2 Mere yaar pe, mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz Meri chaahton se tum Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz

Alka: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Alka: (Zindagi hai tujhse, mera ishq kehta hai Tu meri saason mein, har waqt rehta hai) -2 Mera khwaab tu, mera khwaab tu, hai tuhi meri parwaaz Meri chaahton se tum Meri chaahton se tum, na karna kabhi aitraaz

Udit: Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2 Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Alka: Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2 Woh tumhi ho…eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Source: http://www.hindilyrix.com/songs/get_song_Aankhen.html