CASH movie

CASH movie - Reham Karein Rab Reham Karein lyrics

rate me

Song By SUNIDHI CHAUHAN, VISHAL DADLANI

(shaamiyaana meri yeh baahon ka, ashiyaana kuch begunaaho ka

aasaan hai aana ismein koi na beham karein) - 2

reham karein rab reham karein - 4

(dil to mere baaz na aaya kabhi, dil to mere baaz na aayega kabhi

dil to tere haath se jayega abhi, baat to meri yeh maano na) - 2

(dekho jaan se guzarega, jo bhi dil mein utarega

dheere dheere bhikhare ga reham karein) - 2

reham karein rab rab rab rab.....

reham karein rab rehma karein - 4

shaamiyana meri yeh baahon ka, ashiyaana kuch begunaaho ka

aasaan hai aana ismein koi na beham karein

reham karein rab reham karein - 4

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found