BEYOND RHYTHMSCAPE movie

BEYOND RHYTHMSCAPE movie - Saawariyaan Tujh Bin Chain Kahaan Se Paanvu lyrics

rate me

Song By KAILASH KHER

saawariyaan saawariyaan..............

saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu

kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu

chaan chidaayein woh nahin aaye

tanahaayi abb bahot sataayein

waqt kate na badhate jaaye

har ik pal ko saal banaaye

saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu

kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu

(girte taarein se kuchh maangu

bas yahin aas le raat ko jaagu) - 2

par har raat na girta taara

dhund liya aakash yeh saara

kaun jatan kar tujhko paanvu

kaise kar tere paas main aanu

saawariyaan tujh bin chain kahaan se paanvu

kajarariyaan ratiya mein nainan ko jagaavu

saawariyaan saawariyaan..........

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found