BADE DILWALA movie

BADE DILWALA movie - Kahi Na Jaa lyrics

rate me

Song By LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR

la: kahi na jaa, aaj kahi mat ja

(phir mile na mile

ye pal ye *sama* baahon me aaja

kahi na ja aaj kahi mat jaa - 2)

la: (ye jo bas mein kadam nahi tere

main *sambhalungi tu aaa* sang *mere*

tere dil ki manzil hai yahaan - 2)

ki: jaane wafa, sach hai kisko pata

phir mile na mile

ye pal ye *sama* baahon mein aa jaa

(meri raahon ka diya teri aankhen

mere gam ki dawa teri baatein

to phir aur jaana hai kaha - 2)

la: kahi na jaa, aaj kahi mat jaa ...

uljhan teri main sab jaanu

tujhe teri tarah pehachaanu

jo main hu to gam kya jaanejaan

ki: ho jab dil hua jab tera deewana

thokar mein hai sara zamaana

mera kya karega ye jahaan

jaane wafa sach hai kisko pata

phir mile na mile, ye pal ye sama baahon mein aa jaa

la: kahi na jaa, aaj kahi mat jaa ...

Thanks to G.R. for these lyrics

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found