Asha

Asha - Mud Mud Ke Na Dekh lyrics

rate me

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain

ham bhi tere hamsafar hain

zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain

ham bhi tere hamsafar hain

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

aaye gaye manzilon ke nishaan

lehraa ke jhooman jhuka aasmaan

lejin rukega na yeh karwaan

aaye gaye manzilon ke nishaan

lehraa ke jhooman jhuka aasmaan

lejin rukega na yeh karwaan

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain

ham bhi tere hamsafar hain

zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain

ham bhi tere hamsafar hain

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

nainon se naina jo mila ke dekhe

mausam ke saath muskura ke dekhe

duniya usi ki hai jo aage dekhe

nainon se naina jo mila ke dekhe

mausam ke saath muskura ke dekhe

duniya usi ki hai jo aage dekhe

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

duniya ke saath jo badalta jaaye

jo iske saanche mein hi dhalta jaaye

duniya usi ki hain jo chalta jaaye

duniya ke saath jo badalta jaaye

jo iske saanche mein hi dhalta jaaye

duniya usi ki hain jo chalta jaaye

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

mud mud ke na dekh mud mud ke - 2

zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain

ham bhi tere hamsafar hain

zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain

ham bhi tere hamsafar hain

mud mud ke na dekh mud mud ke - 8<br />

<br />

Thanks to razvan

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found