ASHA BHOSLE

ASHA BHOSLE - Tera Aana Ik Pal Meri, Saanson Ka Tham Jaana lyrics

rate me

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana - 2

teri-meri saanson ka hai, rishta kya anjaana

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

mere tan mein, mere man mein - 2

jaagi ye jhankaar kya

naram labon ko chhu gaya jaise pahala chumban pyaar ka

baawara man mera chhed ke puuchhe

ye tujhe kya huwa, kya huwa

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

teri-meri saanson ka hai, rishta kya anjaana

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

deke lena, leke dena - 2

rasm hai sansaar ki

sab kuchh de ke kuchh na lena, aadat hai ye pyaar ki

aa gale milake puuchh le mujhase

tuune ye kya kiya, kya kiya

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

teri-meri saanson ka hai, rishta kya anjaana

tera aana ik pal meri, saanson ka tham jaana

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found