AR RAHMAN

AR RAHMAN - Ek Mohabbat lyrics

rate me

mausam aate jaate hai

sadiyaan aati jaati hai

kuchh cheeze reh jaati hai yaad mein

woh din woh raat kahaan hai

raajo andaaj kahaan hai

nagamein hai aaj sada ke saath mein

koi kehta hai jeene ka maksad yahaan inaayat mein hain

koi kehta hai jeene ka maksad yahaan daulat mein hain

tujhse jo koi yeh puchhe

kyun na kahoon jindagi ki kara? mein mohabbat mein hai

zoom zoom ta na na na zoom ta na na na zoom ek sada dil hai

zoom zoom ta na na na zoom ta na na na ek sada rub hai

zoom zoom ta na na na zoom ta na na na zoom ek mohabbat hai - 2

raadha-krishna ki mohabbat

aalam-huwa ki mohabbat

heer aur ranjha ki mohabbat ek hai

shaahjahaan-mumtaaz ki mohabbat

laila-majnu ki mohabbat

teri aur meri mohabbat ek hai - 2

deewaane mohabbat ke hain jo, hai unako pehla salaam

(zoom zoom ta na na na zoom ta na na na zoom ek sada dil hai

zoom zoom ta na na na zoom ta na na na ek sada rub hai

zoom zoom ta na na na zoom ta na na na zoom ek mohabbat hai - 2) - 2

deewaane mohabbat ke hain jo, hai unako pehla salaam

tohfa mohabbat ka hai jo, har dil ka usako salaam

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

1 Comments found

Anonymous
Tuesday 8th of May 2012 15:58
Best