Altaf Raja

Altaf Raja - Taja Hawa Lete Hain lyrics

rate me

hum woh deewaane hain(hum woh deewaane hain jo taja hawa lete hain - (2)

khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3)) - (2)

hum woh deewaane hain

aisa lagata hai unhe ishq huwa hai hamase - (3)

saamana hote hi

saamana hote hi najaro ko jhuka lete hain - (2)

khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3)

hum woh deewaane hain, samajhe

pinewaala hi nahi koyi hamaare jaisa - (3)

hum jahaan jaate hain

hum jahaan jaate hain maiykhaana bana lete hain - (2)

khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3)

hum woh deewaane hain

hamako uss waqt najar taajmahal aata hai

sach bata ai meri bholi bhali, too hai kis des ki rehanewaali

tera chaukas maraathi badan hai, raajputi tera baankpan hai

julf bangaal ki kaali kaali, naagan aassam ki tujhame paayi

dekhane ki ada hai bihaari, orissa ka hai tujhme khumaari

aandhra ke namak main dhali hai, aur kashmir ki tu kali hai

lucknow jaisi hai tujhme najaakat, madhya pardes ki hai sharaarat

saadagi tujhame madraas ki hai, khushabu mysore ki sandali hai

bholaapan tujhame gujraat ka hai, kerala ka tu roshan diya hai

tune paayi hai goa ki masti, tujhame punjab ki tandrusti

dil ki dilli teri raajdhani - (2)

saari duniya teri hai deewaani - (3)

hamako uss waqt najar taajmahal aata hai - (2)

jab woh angdaayi ko

jab woh angdaayi ko, haat apane utha lete hain - (2)

khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3)

hum woh deewaane hain jo taja hawa lete hain - (2)

khidkiyaan khol ke mausam ka maja lete hain - (3)

hum woh deewaane hain...

<br />

<br />

Thanks to Adrina

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found