Altaf Raja - Jab Se Asalee Rup Sabka Maine Dekha Hain lyrics
rate me
jab se asalee rup sabka - (2) maine dekha hain
abb koyee sadma mere dil par nahee lagta - (2)
doston se naa milo -2 taklif hotee hai
fayda hai ??? me khanjar nahee lagta - (4)
jab se asalee rup sabka
(inke chehre par lage rehte hai sau nakab
ham bhee samajh paye nahee kante hai ya gulab) - (2)
har kadam par yad inke aate hai sitam
likhne baitho toh banegee inpar ek kitab inpar ek kitab
yaron ne bheje hain -2 woh phul chubhte hain
gair kaa phenka huan pathhar nahee lagta - (2)
jab se asalee rup sabka
(pehle toh har rat me hote hai yeh shamil
dosto gumrah karke todte hai dil) - (2)
phir sitam hai ke yeh hamdardee bhee karte hai
var woh karte hai jo kar paye naa katil kar paye naa katil
doston ke nam se -2 ham kanp jate hain
dushmanon kee dushmanee se darr nahee lagta - (2)
jab se asalee rup sabka
(apne matlab ke siva karte nahee yeh bat
napte hai paiso se yeh yar ke halat) - (2)
inka kam nikal jaye toh ho jate hai dur
kaise janenge bhala yeh auron ke jasbat auron ke jasbat
kya kare ham dekhkar -2 duneeya kee dilkashee
abb suhan a koyee bhee manjar nahee lagta - (2)
jab se asalee rup sabka -2 maine dekha hain
abb koyee sadma mere dil par nahee lagta - (2)
doston se naa milo -2 taklif hotee hai
fayda hai ??? me khanjar nahee lagta - (4)
<br />
<br />
Thanks to Adrina