Alka Yagnik

Alka Yagnik - Pyar ke liye chaar pal lyrics

rate me

Pyar ke liye chaar pal kam nahin the - 2

Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the

Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Yeh din barson ke baad aaya

Kuch tumhe, kuch hamein yaad aaya

Kasak phir yeh dil mein uthi hai

Honton pe baat aake ruki hai

Kabhi itne majboor to hum nahin the - 2

Pyar ke liye chaar pal kam nahin the

Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the

Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Aah aah aah, aah aah

Aah aah aah aah aah, aah aah

Agar tum yeh dil maang lete

Jaaneman hum tumhe jaan dete

Tumhe kaise hum bhool jaate

Marke bhi tum hamein yaad aate

Tumhe hai pata bewafaa hum nahin the - 2

Pyar ke liye chaar pal kam nahin the - 2

Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the

Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found