Ali Zafar - Rangeen lyrics
rate meRangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Hansti hai to aankhon se masti hai chalakhti
Hansti hai to aankhon se masti hai chalakhti
Honthon pe malhaar hai
Gaalon pe singhar hai
Teri tara to koi aur nahin lagti
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Ni ni sasa
Ni ni sasa garega...
Mera aik sapna
Ho ghar aik apna
Mera aik sapna
Ho ghar aik apna
Chaiye ho bahar
Jahaan na ho intezar
Jahaan meri kahani tere saath meri jaani
Meri jaan tu haseen sub se ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Kahe tu na maane
Ab choro yeh bahane
Kahe tu na maane
Ab choro yeh bahane
Rut hai bahaar ki
Jiya beqarar ki
Dekho shuro hue pyar ke afsane
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina lage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada