Ali Haider

Ali Haider - Narazgi lyrics

rate me

narazgi main hadh se guzar ke

ya bhool jao ge batain

batain..piyar ki batain

..........

narazgi main hadh se guzar ke

ya bhool jao ge batain

batain..piyar ki batain

.........

narazgi main......

.........

naraz tum ho tu lagta hai jaisay sara zamana khafa

jaltay ho khud bhi usi aag main..aisi tu do na saza

na jee payain ge

na mar payain ge

kaho kiya yehi hai wafa

uljhi uljhi si

bikhri bikhri woh

zulfon ki dhandi shamain

shamain...surmayee shamain

..........

narazgi main hadh se guzar ke

ya bhool jao ge batain

batain..piyar ki batain

.........

narazgi main....

.........

hum piyar kartay hain kitna tumhain

tum jantay hi nahin

itni mohabbat se pooja tumhain

tum mantay hi nahin

tumharay bina

tumharay bina

tumharay bina

tumharay bina yeh jeena tu jeevan nahin

roothay howay ho

bhoolay howay ho

wadon ki chandni ratain

ratain..chandni ratain

..........

narazgi main hadh se guzar ke

ya bhool jao ge batain

batain..piyar ki batain

..........

narazgi main hadh se guzar ke

ya bhool jao ge batain

batain...piyar ki bataian

........

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found