Ali Azmat

Ali Azmat - Deewana lyrics

rate me

Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana

Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan

Raat ka tha sama tu mere sang tha

Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana

Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan ye na jana

Pyar ki shama jalti rehi

Raat bhi youn hi dhalti rahi

Baat kya dil ne dil se kahi

Mere tak khusboo ati rahi

Khusboo teri baatoon se teri sansoon se

Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana

Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan

Hum mile is terha agg ne choo lea

Woh samme jo ke guzere hoeye

Yaad ne pal woh sare chooye

Phir kahan dil pe qaboo raha

Pocho na maine phir kya kaha

Kali… kali ankhoon se jhuki palkoon se

Chanchal dorr dil ki dorr bandhoon tujh se sada

Loun main tera naam youn subho shaam nahi tu mujh se juda

Nai ik pal mere humsafar meri ho gi dastaan

Thame ga hath de ga ye sath ho ga tu meherbaan

Chanchal dorr dil ki dorr bandhoon tujh se sada

Loun main tera naam youn subho shaam nahi tu mujh se juda

Nai ik pal mere humsafar meri ho gi dastaan

Thame ga hath de ga ye sath ho ga tu meherbaan

Raat ka… raat ka tha sama tu mere sang tha

Pyar ki shama jalti rehi

Raat bhi youn hi dhalti rahi

Baat kya dil ne dil se kahi

Mere tak khusboo ati rahi

Khusboo teri baatoon se teri sansoon se

Deewana tha main deewana ye na jaan-e-maan ye na jana

Ban jaye ga youn afsana ye na jaan-e-maan ye na jana

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found