Adnan Sami Khan - Dholki lyrics
rate mezara dholki bajao gorion
mere sang sang gao gorion
sharmao na laga ke mehndi
zara talian bajao gorion
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
geet esa koi gao gorion
esi dholki bajao gorion
zara inki (not sure) dekh lo
aaj inko bhi nachao gorion
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
esa ho ga nach gana
jhoom uthe ga yay zamana
aaj tum bhi azmana
har adain dil bharana
esa ho ga nach gana
jhoom uthe ga yay zamana
aaj tum bhi azmana
har adaein dil bharana
zara juldi se jao gorion
koi aaina to lao gorion
inhe naaz hai bahot kudh per
inhe aaina dekhao gorion
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
kise kaid ko bulao gorion (acha)
nafz inki dekhao gorion (acha)
inko husn per garoor hai bahot (acha)
inka parami jalao gorion
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
hum ghalat they hum ne mana
tum bhi wapis le lo tana
larne ka yay kia hai moka
kia kahe ga yay zamana
hum ghalat they hum ne mana baba
tum bhi wapis le lo tana
larne ka yay kab hai moka
kia kahe ga yay zamana
kise qazi ko bulao gorion
abhi faisla karao gorion
ab mile ga koi humsa dulha
inhe dulhan banao gorion
aap kerte hain kese baatein
aap kerte hain jese baatein
arey inhein samjhao gorion
ab sulha karao gorion
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki
yay ghari hai milan ki
ik sajan se sajan ki