K.K.

K.K. - Sajda Main Karuun Pyaar Ka Sajda lyrics

rate me

ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o

(maaf karein, insaaf karein, rab ho na khafa

jaane jahaan se begaane jahaan se, abb main hoon juda

jaan liya hai maine, maan liya hai maine pyaar ki apana khuda

sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda

sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda

ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o) -2

har chaahat mannat si lage, mujhe duniya bhi jannat si lage

khwaabon mein bikhari jhalak se mila, main toh jamin palak se mila

hosh nahi hai abb hosh nahi, chaaya hai mujhpe nasha

sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda

sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda

har afsaana nazar se bayaan mere ehsaas tarang jawaan?

aise jasbaaton se dil yeh mila, jaise viraano mein phool khila

saari fiza mein rava hai rava meri dhadkano ki sada

sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda

sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda

ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o

maaf karein, insaaf karein, rab ho na khafa

jaane jahaan se begaane jahaan se, abb main hoon juda

jaan liya hai maine, maan liya hai maine pyaar ki apana khuda

sajda, main karuun pyaar ka sajda, sajda, main karuun yaar ka sajda

sajda, karuun didaar ka sajda, sajda, main karuun pyaar ka sajda

ye o ye o - 2, ye o, ye o, ye, ye o, o

Get this song at:  amazon.com  sheetmusicplus.com

Share your thoughts

0 Comments found